Wednesday, March 26, 2008

Urdu SMS - Hindi SMS - Free SMS

Urdu SMS - Hindi SMS - Free SMS - Love Urdu SMS




Nazron main basi hai surat Tumhari....
In Sason Mian hai Khusboo Tumhari...

Dil nahi lagta hi nahi hai tumhare bina
Jahan Dekhon Nazar Ayer Surat Tumhari

Monday, December 24, 2007

Urdu SMS - Urdu Funny SMS - Eid SMS

Urdu SMS - Urdu Funny SMS - Eid SMS



Khulu













Roko















thik hai















bahut acha















suru karo

















thik hai















1














2














3














EID Mubarak

Wednesday, December 5, 2007

Urdu SMS - Hindi SMS - Funny Urdu Hindi Urdu SMS

Urdu SMS - Hindi SMS - Funny Urdu Hindi Urdu SMS



Wife (patni) : Main Tumhari Zindagi Ki KiTab Hun
Husband (pati) : Yehi Tu taklif hai Dairy Hoti To har sal change kar leta

Urdu SMS - Urdu Funny SMS - Urdu Joke SMS

Urdu SMS - Urdu Funny SMS - Urdu Joke SMS



Wada To Nahi Karte Dosti Nibhaneki,
Koshish Yahi rahegi aapko nahi satayenge,
zarurat aa padi to dilse pukarna,
hum hagte bhi hunge to bina dhoye hi chale ayenge

Friday, November 30, 2007

Urdu SMS - Romantic Urdu SMS - Pyar Urdu SMS

Urdu SMS - Romantic Urdu SMS - Pyar Urdu SMS



puuraa dukh aur aadhaa chaaNd
hijr kii shab aur aisaa chaaNd
itane ghane baadal ke piichhe
kitanaa tanhaa hogaa chaaNd
merii karavaT par jaag uThe
niind kaa kitanaa kachchaa chaa.Nd
seharaa seharaa bhaTak rahaa hai
apane ishq mein sachchaa chaaNd
raat ke shaayad ek baje hai.n
sotaa hogaa meraa chaaNd

One more

mohabbat ke kuch aise arma bhi hote hain
jaagti aankhoon main bhi khuwab hote hain


kaun kehta hai ke ghum main hi aasoon nikalte hain
in muskurati aankhoon main bhi seilab hote hain