Kehna tu tha unse ki agar hu sake tu "dil se dil mila lo",
Jab Pahonche Ghar pe Unke Tu Maa Ko Darwaze par paya,
Kehna tha kuch aur aur kehne lage,
Aunty Agar Koi Chota Bacha hu Tu "Polio Di Dua Pila Lo".
Urdu SMS, Hindi SMS, Funny Urdu SMS, Latest Urdu SMS, Love Urdu SMS, Free Urdu SMS, Romantic Sms - You can read all these here in Urdu SMS Platform.
Monday, September 19, 2011
Wednesday, August 24, 2011
Funny Eid SMS, Eid Ul Fitar SMS
Funny Eid SMS, Eid Ul Fitar SMS
Ye Khusbowon se kab talak dil ko bhehloge
Koi Kehta Nahi iss ka kya matlab hain.
Juma Juma Tu Nahate Nahi hu tum.
Wada Karo Iss Barr Eid Main Zaroor Nahaoge. ;)
Monday, August 22, 2011
Romantic SMS, Urdu Romance SMS
Romantic SMS, Urdu Romance SMS
1) Jab Bhi Jalta hain Diya ab mere Astane par
Ajab Khumar cha jata hain is deewane par
Yaad Aa hi jata hain wo bewafa mehbbob.
Rask Karte the dost jiske dostane par.
2) Ye wo baag hain jisme kante bahut milenge tumhain.
Bach bach kar chalna, chal chal kar sambhalna.
Ungli hi nahi dil bhi kat jata
Khhon se jisko sinchna padta hain humain.
3) Ab aa hi gaye hu jo is abyaar main.
Bhaitu, thoda maaza bhi le lo.
Aisa na hu ki tuhmat dain log hamain.
Do gaaz zameen bhi na mili koe-yaar-main.
Urdu SMS 2011, Latest Urdu SMS
Urdu SMS 2011, Latest Urdu SMS
Ek baar mere aur tiger ke beech main fight hu gayi...
.
.
.
.
Main Bhag Gaye
.
.
.Kyon?
.
.
.
.
.
.
.
.
Are Sirf 1411 Hi bache hain India main?.
.
.
.
Save Tiger..
.
.
Nahi Tu Tumhe Tu mallom hi hai mere Gussa... :)
Subscribe to:
Posts (Atom)
